blogger me post ka url kaise change kare
Type Here to Get Search Results !

blogger me post ka url kaise change kare

blog aur WordPress me permalink kaise change kare

blog aur wordpress me permalink kaise change kare

blog aur wordpress me permalink kaise change kare

WordPress ya Blog Ke Liye Permalink Structure kaise Set karte hai. kisi Blog ya Website  ke SEO ke liye uska URL Structure ka seo friendly hona bahut jaroori hai. Do shabdo me kahun to website yap log ke url ko permalink kahate hail akin agar ham blogging karte hai to post ka url bhi website ke url ke sath jud jata hai vo bhi permalink hai. Aur kisi bhi website ya blog ke SEO par kaam par karne ke liye sabse pahale uske  permalink ya post url structure par kaam karna bahut jaroori hota hai. Mere ek dost jo blogging karte hai aur dubai me rahate hai to mene unka blog dekha vo hindi me tha aur vo bole ki mera blog rank ya goole ke search recult me nahi aa raha hai to dosto apko me yaha ek most important baat bata du apki post title hindi me hoga to google kabhi bhi apke blog ya website ko search result me show nahi karega aur ye galati me bhi kar chukka hu isliye apko me yaha permalink ko seo friendly kaise banaye. Is ke sath-sath bina visitors lo lose kiye kya permalink ko change kiya ja sakta hai?
  Kya wordpress me permalink ke liye koi plugins ki jaroorat hogi..
nahi apko word press me permalink ko change karne ke liye kisi plugins ko install karne ki jaroorat nahi hai
  Kya SEO ke liya permalink kitna lenthe ka hona chahiye
Is post me apko kya jankari milegi

 What is permalink ? permalink kya hai?

 SEO friendly permalink kaise banaye?

  blogger me permalink change karne ke liye aap sabse pahale apne deshboard mai jaye aur baha par vo post choose kare jiska link change karna hai uske bad aap edit par click kare . tab apko revert draft par click kare uske baad link par click kare fir apko do option dikhayi denge automatic aur custom  to apko custom par click kare jaha aap apni pasand ka permalink create kare jo SEO friendly hona chahiye last me save karke publish par click kar de
blog aur wordpress me permalink kaise change kare


  OLD PERMALINK ko bina post ko delete kiya kaise change kare ?

WHAT  IS PERMALINK  ? (PERMALINK KYA HAI)


Dosto jab ham koi website open karte hai to oopar ek url show hota hai jiske last me .html. bhi hota vi permalink hi hota hai.jisme sabse pahale website ka address ya domain name hota hai uske baad job hi structure hota hai vo permalink hi hota hai. Jaise mere blog ka url www.onlyhindigk.blogspot.in hai  jise ham domain name kah sakte hai aur ye home address kahalata hai. lakink agar iske baad hum kisi bhi post par click karenge to yahi url kuch is prakar se dikhayi dega https://www.onlyhindigk.blogspot.in/what-is-permalink-in-hindi.html . aur ek aur importante baat bata du ki agar ek baar jo permalink set kar diya to use baar baar change na kare isse kya hota hai google hamari purani permalink par visitors lata hai jaha par visitors ko page not fount ya error 404 message show hota hai. Aur nayi permalink par visitor lane ke liye hume erroe 404 ho fix karna padta hai. Google ko batana padega ki us permalink ko is new permalink per redirect karna padta hai.
SEO friendly permalink kaise banaye?
Dosto  permalink ko kaise banaye . aur iska ranking me kya work hai ye sab janane ki koshish karenge. Friends jis prakar hum apni kisi post ko seo friendly banate hai aur usme aap keywords ka use bhi karte hai usi prakar permalink bhi keywords aur iske sath structure ka bhi dhyan rakhana hota hai.. abh hamare kuchh readers ko ek problem he ki unhone apne jitney bhi post likhe hai unka title HINDI mai likha jab koi readers search karta hai unki post search main nahi aati hai. Kyoki dosto google blogger aur wordpress unme jab ham post ka title dalke publish karte hai google ek automatic permalink generate kar deta jo seo ke liye bilkul bhi shutable nahi hoti hai.
Ab bahut se blogger kya karte hai ki bo permalink ka bare me read karke apnki posts ko delete karke fir se permalink create karte hai. To baut badi galati karte hai. Isse hamare page views par negative effect padata hai . but aap tenshion mat lo mene iska hal dhund 
liya hai. Dosto sabse pahale aap apne blogger ke dashboard me jaye fir aap jis old post ka permalink change karna chahate ho us par edit par click kijiye iske baad apke samane dashboard ke right corner me revert ka option hoga use select kijiye iske bad aap permalink ke option par click karo jo automatice hoga use aap custom par click karoge to aap is tarah se apna permalink banao jo jyada long na ho kyoki google onle 6 7 word tak permalink ko show karta hai ab apko un 6-7 word me bhi apna main keyword aur apka jo bhi title hai bhi poora ho jana chahiye iske baad update $save kar de aur  ab aap us link ko copy karke google me submit kar de jise google 4-5 din din me search le lega.
Screen shot---
blog aur wordpress me permalink kaise change kare

Ab baat karte hai wordpress permalink ko update karne ki. To dosto isme hum 6 tarah se permalink  set kar sakte hai jise me yaha per apke samne likh raha hu aap bus is post ko follow karte jaye.sabse pahale aap apne wordperss me login kare fir dashboard me jaye uske baad  settings me jane ke bad vaha par apko permalink par click karna hai. Jaha par apko neche diye gaye options milenge.
1.    Plain
2.    Day aur name
3.    Month aur name
4.    Numeric
5.    Post ka name
6.    Aur last me custom structure
In sabhi options mese apke liye last ka custom structure achchh rahega. Jisme aap apna main keyword use karke achchhe se permalink set kare jo jyada long na ho kyoki google use 6-7 word ke baad ignor kar deta hai. 1st apko permalink easy hona chahiye jisi readers yaad rakh sake. Aur ho sake to aap apni post date and name use na kare kyoki baad me us link change karenge to vo post usi adte month me show hogi jisme hum change kar chuke hai ahu fir us post par 404 ka error aane lagega.
To dosto ummid karta hu ki apko meri post achchhi lagi hogi. To please hume comment karke jaroor bataye.aur apne friends ko share jaroor kare.

Post a Comment

2 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.
  1. your most welcome, and thanks for support me dinesh lal sir

    ReplyDelete
  2. Can we make appear a post without publishing. I mean it should not be appear with permalink ?

    ReplyDelete

हमें गेस्ट पोस्ट भेजने के लिए मेनूबार में गेस्ट पोस्ट नेब९नु पर जाये,

आपका आर्टिकल बिल्कुल orginal होना चाहिए
आर्टिकल कम से कम 1000 शब्दों का होना चाहिए
translated आर्टिकल को पब्लिश नहीं किया जायेगा
किसी ऑनलाइन माध्यम से generated आर्टिकल को स्वीकार नहीं किया जायेगा

Top Post Ad

mmmm

Ads Area